Ajwa Khajoor Best Quality By Bin Romani Foods
Ajwa Khajoor ( Ajwa Dates )
By Bin Romani Food
Ajwa Khajoor Ajwa Dates :
Khajoor ki wesay to beshumar iksam hain Lakin Tamam khajoron mai sab say Alla o azeem tareen Khajoor Ajwa hai.
Ajwa khajoor jo zaiqay kay lehaz say nihayat Lazeez tareen or Mehngi Khajoor hai.
Ajwa khajoor ko ya sharf hasil hai kay iska Darakht Hamary Piyaray Nabi nay Apny Dast e mubarak say lagaya tha or yehi wajja hay kay zaiqay kay lehaz say gizaiyat kay lehaz say is Ajwa khajoor ka koi saani nhi.
Ajwa khajoor hamary Piyary Nabi ki margoob or Pasandeeda giza rahi hai.
Ajwa khajoor ko janat ka mewa bhi kaha jata hai, Ajwa khajoor Giza bhi hai or beshumaar Amraz kay liya dawa or shifa bhi.
Ajwa Khajoor Kay Hawalay say Ahadees e Nabvi Sallallahoalaihewasalam :
Ajwa Mai Har bemari say shifa hai . (Muslim)
Ajwa khajoor jannat say hai is mai zehar say shifa hai. (ibn e Al najaar)
Bukhari shareef ki riwayat kay mutabik jis nay Ajwa khajoor kay sath (7) danay khay us din usay jadu or zehar nuqsan na de saky ga.
Ajwa Khajoor Benifits :
Note:
Ajwa khajoor lety waqt mukammal Mukammal yaqeen dehani kr len kay ya khajoor Madina shareef ki hi hai.
Bin Romani foods company apko Ajwa khajoor behtreen Quality mai faraham kr rhi hai jo Madina munawra say mangwai jati hai or gift packing dastiyab hai.
Price: 2500 rupees per kg
Gift Packing Available
To Purchase Ajwa Dates, Kindly Contact PH# 0301-2666694
Order Now :https://ajwadates.binromani.com/


.jpeg)
Comments
Post a Comment